![]() |
Chand Ka Tukda Song Lyrics | Tony Kakkar | New Romantic Song 2020 |
Chand Ka Tukda Song Lyrics | Tony Kakkar | New Romantic Song 2020
Duniya kehti tumko chand ka tukda🌙
Duniya kehti tumko chand ka tukda
Na samajh hai wo unhein pata nahin
Na samajh hai wo unhein pata nahin
Ke chand tumhaara hai tukda🌙
Duniya kehti tumko chand ka tukda
Na samajh hai wo unhein pata nahin
Na samajh hai wo unhein pata nahin☺️
Ke chand tumhaara hai tukda
Duniya kehti tumko chand ka tukda
Ghar se na niklon tum kabhi bhi shaam ko
Bhool jaayenge log dekhna chand ko😣
Bina shringaar kitna chehre pe noor hai
Mehkhano mein bhi nahin wo naino mein suroor hai
Naino mein suroor hai☺️
Nahin dekhna taj mahal ab
Dekh liya tera mukhda😍
Na samajh hai wo unhein pata nahin
Na samajh hai wo unhein pata nahin
Ke chand tumhaara hai tukda
Duniya kehti tumko chand ka tukda🌙
Sooraj ki laali teri honthon pe rehti hai🌄
Nadiyan deewani tere ashkon se behti hai
Sangmarmar sa badan khuda ne taraasha hai
Tujhe kya pata tera samandar bhi pyaasa hai🏖️
Samandar bhi pyaasa hai
Shringaar ki nahin zaroorat kitna sundar mukhda☺️
Na samajh hai wo unhein pata nahin
Na samajh hai wo unhein pata nahin
Ke chand tumhaara hai tukda
Duniya kehti tumko chand ka tukda🌙☺️
Song
|
Chand Ka Tukda
|
Singer
|
Tony Kakkar
|
Lyrics
|
Tony Kakkar
|
Music
|
Tony Kakkar
|