Shan-e-Ramazan Song Lyrics | Kalaam 2020 | Waseem Badami | Junaid Jamshed | Amjad Sabri

Bas ek asra mishkil mein he rehmaan ka🥰
Zamana muntizar he rab e qun ke farman ka😇

He yeh waqt e duaa or tu hi rab e qarzar he maula🤲
Ke tujhko wasta dete he maah e quraan ka

Lo ye insan pe kesi ghadi aa gayi
Maulaa....😣
Aazmaish ki manzil kadi aa gayi😔
Humko raasta  khuda fir dikha de koi
Dil me jazbaa e khidmat  jaga de koi🙏

Kon he jo kisi ka sahaara bane🤝 
Rehmate kibra ka ishara bane
Ye karam ki sada  aaj he khoob a khoob😇

Allaah hu allaah hu allaah hu🤲
Shan-e-ramzaan aaya chaar su...
Allaah hu allaah hu allaah hu🤲
Shan-e-ramzaan aaya chaar su...

Mah-e-ramzaaan yun aa gaya😇
Ban ke rehmat ye fir chha gaya
Kaise tujhse karu saamna😔
Gir raha hu zara thamna🤝

Kul jahan mushkilon me ghira😷
Shooze dil ki kare kya dawaa💊

Tere dar pe sawali bana🤲
Jhuk ke karta hu me ilteja🙇

Bas jhuka he ye sir aur kya mangna
Banda parwar he tu bas zara dekhna😇
Teri marzi ko paana meri jus tu ju

Allaah hu allaah hu allaah hu😇
Shan-e-ramzaan aaya chaar su...
Allaah hu allaah hu allaah hu🤲
Shan-e-ramzaan aaya chaar su...

Yehi maah-e-karam ye hi maah-e-attaa☺️
Is mahine me makhfi he rab ka pata🤲
Aur woh apne bando ke dil me mila❤️
Yani inki khushi me he uski raza😍

Aao mil baat ke bantlo har khushi👬👫
Ha yahi he ibaadat yahi bandagi
Shan-e-ramzaan he dil ka  kasho khub ru☺️

Jaan-e-ramzaan😍
Shaan-e-ramzaan☺️

Jaan-e-ramzaan🤲
Shaan-e-ramzaan☺️

Jaan-e-ramzaan🤲
Shaan-e-ramzaan😇☺️🤲

Song
Shan-e-Ramazan
Vocala
Waseem Badami, Junaid  & Amjad Sabri
Lyrics
Syed Rehan Haider
Music
Wajid Saeed
Previous Post Next Post