![]() |
The Lockdown Rap Ft. Indian Youtubders | Kunal Chhabhria | Anmol Sachar | Ashish Chanchlani |
The Lockdown Rap Ft. Indian Youtubders | Kunal Chhabhria | Anmol Sachar | Ashish Chanchlani
Aye
Check
Pada hoon eaise ghar pe🏡
Kuchna mujhko soojta
Khabi kapdo se
Toh kabhi bartano se jhoojta🍽
Lockdown mein bhi
Tu sadak ke beech mein🚘
Na mana jo tu pyaar se
Padenge dande khech ke😡
Hath mein hai lathi
Vardi ka bhi maan hai
Surakshit apna desh😊
Khatre mein inki jaan hai
Haath mein sabke
Desh ko bachana hai
Jaisa pehle desh apna
Vaisa phir banana hai😍
Karta kam ghar pe
Gum hai kis baat ka
Bimari failane mein
Laparwahi ka hi haath tha
Mein to sheer hu😠
Shikanje mein na aaunga
Ehi tera bharam kasamse
Baat meri maan na😏
Ek taraf lage hai sab
Khoj vaccine ke
Baaki sabka kaam ek
Gharpe baithe scene dekh🏡
Sun rahe jo mujhko
Meri darkhwast unse
Isse ladna ek banke😠👬
Kyuki desh juda hai tumse
Gaur karlo meri baaton pe tum dhyan do👉
Afwao se bhara whatsapp news dkho gyaan lo
Chilao zor se uthao apna haath tum
Apne hindustaan se hataaye iss haiwaan ko
Haiwaan ko, hanji haiwaan ko😠
Apne hindustan se hataye is haiwaan ko
Haiwaan ko, hanji haiwaan ko
Apne hindustan se hataye is haiwaan ko👿
Haiwaan ko, hanji haiwaan ko
Apne hindustan se hataye is haiwaan ko
Haiwaan ko, hanji haiwaan ko
Apne hindustan se hataye is haiwaan ko👿
Haiwaan ko, hanji haiwaan
Apne hindustan se hataye is haiwaan ko kya😎
Thumbnail
|
Digital Artist Arjun (Arjun Vaishnav)
|
Rapper
|
SSD Music
|
Beat & Mixing
|
Pyszone
|
Edit
|
Kunal Chhabhria
|