Yaara Song Lyrics | Mamta Sharma | Manjul Khattar | Arishfa Khan | Ajaz Ahmed | Bad-Ash

Fall in love this season with an unconditional love story. One Music Originals brings you song #Yaara which is a true love story of true friends starring Mamta Sharma, Manjul Khattar, Arishfa Khan, Ajaz Ahmed.

Yaara Song Lyrics | Mamta Sharma | Manjul Khattar | Arishfa Khan | Ajaz Ahmed | Bad-Ash
Main chaahun tujhe kisi aur ko tu chaahe yaara💑
Ab pyar nahi hoga humse phir dobara😔
Pyaar karun main yaar tujhe inna saara😘
Ek janam hai kya sau janam bhi hai tujhpe vara😍

Har pal, har duaa mein😘
Duaa mein tujhe yaad karte hain
Sau sau baar karte hain😍
Mile har janam tu hi humko👫
Yahi fariyaad karte hain😊

Jab sochun tujhe sochun yahi kaam karte hai😇
Aaye jo tujhe hichki hum yaad karte hain😍
Tere door jaane se din raat darte hain
Tere door jaane se din raat darte hain😔

Main sochun tujhe kisi aur ko tu soche yaara💔
Ab pyar nahi hoga humse phir dobara💑
Pyaar tujhe karte hain hum inna saara
Ek janam hai kya sau janam bhi hai tujhpe vaara😘

Har pal, har duaa mein
Duaa mein tujhe yaad karte hain😇
Sau sau baar karte hain
Mile har janam tu hi humko😍
Yahi fariyaad karte hain

Keh diya sab kuch par kuch to baaki hai
Mujhko to teri ek nazar hi kaafi hai😍
Jisme hai tu raazi usme hi main raazi
Jisme ho tu raazi usme hi main raazi💑

Main dekhun tujhe kisi aur ko tu dekhe yaara😔
Ab pyaar nahi hoga humse phir dobara💔
Pyaar tujhe hum karte hain inna saara😍
Ek janam hai kya sau janam bhi hai tujhpe vaara😘

Har pal, har duaa mein😇
Duaa mein tujhe yaad karte hain
Sau sau baar karte hain😍
Mile har janam tu hi humko
Yahi fariyaad karte hain💑

Duaa mein tujhe yaad karte hai
Sau sau baar karte hai😇
Miley har janam tu hi humko
Yahi fariyaad karte hai😘😍💞💞

Song
Yaara
Singer
Mamta Sharma
Music &  Lyrics
Bad-Ash
         Starring
Manjul Khattar, Arishfa Khan, Ajaz Ahmed

Newer Older