![]() |
O Khuda Song Lyrics | Amaal Mallik | Hero | Sooraj Pancholi, Athiya Shetty | T-Series |
O Khuda Song Lyrics | Amaal Mallik | Hero | Sooraj Pancholi, Athiya Shetty | T-Series
Tere bin jeena hai aise😔
Dil dhadka na ho jaise❤️
Yeh ishq hai kya duniya ko,
Hum samjhaye kaise
Aa dilon ki raahon mein❤️
Hum kuch aisa kar jaaye
Ek din jaise bichde to
Saans liye bin mar jaaye😢
O khuda, bata de kya🤲
Lakeron mein likha
Humne to, humne to bas ishq hai kiya❤️
O khuda, bata de kya
Lakeron mein likha
Humne to, humne to bas ishq hai kiya
Pyaar ki in rahon me
Milte hai kitne dariya😔
Laakh tufanon mein bhi
Dil ko mil jata hai zariya❤️
Is dil ke iradon me, hai itna asar
Lehron se kinaron pe, karta hai safar🏖️
O khuda, bata de kya😔
Lakeron mein likha✍️
Humne to, humne to bas ishq hai kiya❤️
O khuda, bata de kya
Lakeeron mein likha✍️
Humne to, humne to bas ishq hai kiya
Aaj apne rangon se bichdi
Hain yeh taswerein😣
Haathon mein kahin toot rahin hain
Milkar do taqdeere🤝
Duniya yeh jeet gayi, dil haar gaya😣♥️
Nahi socha tha kabhi milkar kabhi honge judaa
O khuda, bata de kya🤲
Lakeeron mein likha
Humne to, humne to bas ishq hai kiya❤️
O khuda, bata de kya
Lakeeron mein likha
Humne toh, humne to bas ishq hai kiya❤️😔
Song
|
O khuda
|
Singer
|
Amaal Mallik & Palak Muchhal
|
Lyrics
|
Kumaar
|
Music
|
Amaal Mallik
|