![]() |
Fursat Hai Aaj Bhi Song Lyrics | Arjun Kanungo | Sonal Chauhan | Latest Hindi Song 2020 |
latest romantic song Fursat Hai Aaj Bhi, featuring the gorgeous Sonal Chauhan and lyrics by Mayur Puri.
Fursat Hai Aaj Bhi Song Lyrics | Arjun Kanungo | Sonal Chauhan | Latest Hindi Song 2020
Bhoolna kya bhulana kya
Roothna kya manana kya๐
Dil ko behlane ka
Aur bas hai bahana kya๐ฅฐ
Zindagi ka thikana kya
Dil kabhi tha sayana kya❤️
Rooh mein tu hai mehfooz
Phir tera jaana kya❤️
Tujhe khoya nahi tha kabhi
Tu hai yahin kahin aaj bhi๐ฉ❤️๐๐จ
Fursat ka jo har lamha hai๐
Mujhse bas yeh kehta hai
Aadat teri baaton ki aaj bhi
Aaj bhi๐ฉ❤️๐๐จ
Teri aankhon ne jo dekhe the๐️๐️
Meri aankhon mein woh sapne hain
Sarhad nahi khwaabon ki aaj bhi
Tu hai aaj bhi๐ฉ❤️๐๐จ
Bin bulaye yeh aana kya๐
Aa gaye to hai jaana kya
Teri yaadon se behtar hai
Dil ka thikana kya❤️
Tere mere woh pal meethe☺️
Kam lage sath jo beete
Par tu hai door yeh meri
Aankhon ne maana kya๐ฅฐ
Tujhe bhoola nahi tha kabhi
Tu hai mere kareeb aaj bhi๐
Fursat ka jo har lamha hai
Mujhse bas yeh kehta hai๐
Aadat teri baaton ki aaj bhi
Aaj bhi๐ฉ❤️๐๐จ
Teri aankhon ne jo dekhe the๐️๐️
Meri aankhon mein woh sapne hain
Sarhad nahi khwaabon ki aaj bhi
Tu hai aaj bhi❤️๐ฅฐ๐
Song
|
Fursat Hain Aaj bhi
|
Singer
|
Arjun Kanungo
|
Lyrics
|
Mayur Puri
|
Music
|
Arjun Kanungo
|