Khulke Jeene Ka Song Lyrics | Sushant, Sanjana | A.R Rahman| Arijit, Shashaa | Amitabh B

 Khulke Jeene Ka Song Lyrics  | Sushant, Sanjana |A.R Rahman| Arijit, Shashaa | Amitabh B
Khulke Jeene Ka Song Lyrics  | Sushant, Sanjana | A.R Rahman| Arijit, Shashaa | Amitabh B
 Khulke Jeene Ka Song Lyrics  | Sushant, Sanjana | A.R Rahman| Arijit, Shashaa | Amitabh B

Shot in the love capital of the world, Khulke Jeene Ka is about living life to the fullest!
Arijit Singh and Shashaa Tirupati instill beautiful emotions into this melody

 Khulke Jeene Ka Song Lyrics  | Sushant, Sanjana | A.R Rahman| Arijit, Shashaa | Amitabh B

Khulke Jeene Ka
Tareeqa Tumhe Sikhate Hain
Hans Ke Dekho Na
Lateefa Tumhe Sunate Hain
Umar Ke Saal Kitne Hain
Gin Gin Ke Kya Karna
Beet Jaayein Na
Ginti Mein Hi Varna
Aao Filmon Ke
Be-adab Gaane Gaate Hain
Heroine hero
Aaj Hum tum Ban jaate Hain
Khulke Jeene Ka
Tareeqa Tumhe Sikhateb Hain
Hans Ke Dekho Na
Lateefa Tumhe Sunate Hain

Khushiyan Toh Rakheen Hain Pocket Mein
Kaagaz Ke Nanhe Se Packet Mein
Inki Bijli Ki Tarha, Kyun Bachat Kare Batao Na
Kharch Kar Daalenge Saari, Aaj Hi Aao Na

Hain Mehenge Dard Bade
Aur Muskaan Paayi Humne Muft Mein

Khulke Jeene Ka
Tareeqa Tumhe Sikhateb Hain
Hans Ke Dekho Na
Lateefa Tumhe Sunate Hain
Umar Ke Saal Kitne Hain
Gin Gin Ke Kya Karna
Beet Jaayein Na
Ginti Mein Hi Varna
Aao Filmon Ke
Be-adab Gaane Gaate Hain
Heroine hero
Aaj Hum tum Ban jaate Hain

Dil Ki Hain Itni Hi Nadaani
Chutki Mein Ho Jaaye Romaani
Yaari Aur Chahat Ke Jo Beech Ki Maheen Sarhad Hain
Paar Usko Kar Jaana Dil Ki Buri Aadat Hain
Aasaani Se Aa Jaye
Do Anjaan Akhiyon Ki Giraft Mein

Khulke Jeene Ka
Tareeqa Tumhe Sikhateb Hain
Hans Ke Dekho Na
Lateefa Tumhe Sunate Hain
Umar Ke Saal Kitne Hain
Gin Gin Ke Kya Karna
Beet Jaayein Na
Ginti Mein Hi Varna
Aao Filmon Ke
Be-adab Gaane Gaate Hain
Heroine hero
Aaj Hum tum Ban jaate Hain

Khulke Jeene Ka
Tareeqa Tumhe Sikhate Hain
Hans Ke Dekho Na
Lateefa Tumhe Sunate Hain

Song
Khulke Jeene Ka
Singer
Arijit Singh, Shashaa Tirupati
Lyrics
Amitabh Bhattacharya
Music
Hriday Gattani,  Hiral Viradia

Post a Comment

Newer Older